My Blog List

Zakhm koi bhi ho hassas to kar deta hai,

Zakhm koi bhi ho hassas to kar deta hai,
waqt marham hai harek zkhm ko bhar deta hai.

Raat bhar ka hai andhera yu naashad na hona,
dene wala harek shab ko sahar deta hai.

No comments: