My Blog List

Qabar main warna saza hogi kari

Benamazi teri shamat aye gi,

Qabar ki diwar bus mil jaye gi,

Tor de gi qabar teri pasliyan,

Dono hatho ki milen jo ungliyan,

Umar main chori hai agar koi namaz,

jald ada kar le tu aa ghaflat se baz,

kar le toba RUB ki rehmat hai bari,

Qabar main warna saza hogi kari

No comments: