2 pathanon Ne 2 Ghoray khareeday.
Masla Ye hua k konsa Ghora Kiska hai?
1st khan: main Apne Ghoray ki Dumm kaat deta hoon! Ye Nishani Hogi.
Subha dekha to Doosre Ghoray ki Duum kisi Ne Kaat Di.
2nd khan: main apne Ghoray Ka Kaan Kaat deta hoon, Agli subha doosre Ghoray ka bhi Kaan Kata hua tha.
Dono khan bare pareshan k Ab Kya Kia Jaye!
Soch bichar k baad 1 khan bola:
Safaid tera, Kaala Mera!
No comments:
Post a Comment