My Blog List

Aik Qafla safar k doran ek andheri Ghaar se guzra,

Aik Qafla safar k doran ek andheri Ghaar se guzra,
aur unke paon men kankariyan chubheen,
to kch Logon ne is khyal se k ye ksi aur ko b chub skti hen,
Neki ki khatir unho ne wo utha kr jaib me rkh len.
Kch ne zyada, kch ne kam, n kch ne bilkul b ni.
Jb andhery sy bahir aa kr dekha to wo Heeray they.
jinho ne uthaey wo pachtae k kam q uthaey,
jinho ne na uthaey wo b pachtaiy.
Moral: Dunya ki zindgi ki misal isi andhery ki hy, k Neki jo k kankrion ki trha takleef deh hoti he is zindgi me kr di wo akhrat me Heery jesi qemti hogi aur insan trsay ga k zyada q na ki.
.

No comments: